Tere Paas Main Lyrics Main Vaapas Aaunga
LYRICS

Tere Paas Main

Main Vaapas Aaunga • June 18, 2026
Share
THE WORDS

Tere Paas Main Lyrics

Jaise tu hai Paas mere
Tere Paas main
Jaise shaamon ke sawere
Tere Paas main
Jaise neechi nazar mein
Sharam chhupi hai
Saanson mein koi nazam
Jaise paani Paas pyaase
Tere Paas main
Jaise dil ke hain dilaase
Tere Paas main

Jhooth hain ye dooriyan
Jhooth faasla hai
Tujhe roz mil raha hoon main
Yeh door phir kaha hua
Jaise kaanon mein ho baali
Tere Paas main
Jaise honthon pe ho laali
Tere Paas main
Tere Paas main
Tere Paas main
Deepali Sahay-Version

Jaise Tu Hai Paas Mere
Tere Paas Main
Jaise Shaamon Ke Sawere
Tere Paas Main
Jaise Kaagaz Pe Koi Nazam Likhi Hai
ya bhoole se koi koi kasam

Jaise Paani Paas Pyaase
Tere Paas Main
Jaise Dil Ke Hain Dilaase
Tere Paas Main

Jhooth Hain Ye Dooriyan
Jhooth Faasla Hai
Tujhe Roz Mil Raha Hun Main
Baat Ho Khayal Mein

Jaise Honthon Mein Ho Laali
Tere Paas Main
Jaise Kaanon Mein Ho Baali
Tere Paas Main

Jaise Tu Hai Paas Mere
Tere Paas Main
Jaise Shaamon Ke Sawere
Tere Paas Main

Apni Kahani Utni Rahegi
Chaahe Badha Lo Chaahe Ghata Lo
Kajal Nahin Main Gaalon Ka Til Hun
Mit Ta Nahin Main Kitna Mita Lo

Mera To Hatna Mushqil Bada Hai
Tum Saamne Se Sheesha Hata Lo
Jaise Aankhon Ke Ishaare
Tere Paas Main
Jaise Nadiya Ke Kinaare
Tere Paas Main

Jaise Neechi Nazar Mein
Sharam Chhupi Hai
Saanson Mein Rehti Nazam
Jaise Tu Hai Paas Mere
Tere Paas Main
Jaise Shaamon Ke Sawere
Tere Paas Main

जैसे तू है पास मेरे
तेरे पास मैं
जैसे शामों के सवेरे
तेरे पास मैं
जैसे नीची नज़र में शर्म छुपी है
साँसों में कोई नज़्म
जैसे पानी पास प्यासे
तेरे पास मैं
जैसे दिल के हैं दिलासे
तेरे पास मैं
झूठ हैं ये दूरियाँ
झूठ फ़ासला है
तुझे रोज़ मिल रहा हूँ मैं
ये दूर फिर कहाँ हुआ
जैसे कानों में हो बाली
तेरे पास मैं
जैसे होंठों पे हो लाली
तेरे पास मैं
तेरे पास मैं
तेरे पास मैं

Deepali Sahay-Version

जैसे तू है पास मेरे
तेरे पास मैं
जैसे शामों के सवेरे
तेरे पास मैं
जैसे कागज़ पे कोई नज़्म लिखी है
या भूले से कोई कोई कसम

जैसे पानी पास प्यासे
तेरे पास मैं
जैसे दिल के हैं दिलासे
तेरे पास मैं

झूठ हैं ये दूरियाँ
झूठ फ़ासला है
तुझे रोज़ मिल रहा हूँ मैं
बात हो ख़याल में

जैसे होंठों में हो लाली
तेरे पास मैं
जैसे कानों में हो बाली
तेरे पास मैं

जैसे तू है पास मेरे
तेरे पास मैं
जैसे शामों के सवेरे
तेरे पास मैं

अपनी कहानी उतनी रहेगी
चाहे बढ़ा लो चाहे घटा लो
काजल नहीं मैं गालों का तिल हूँ
मिटता नहीं मैं कितना मिटा लो

मेरा तो हटना मुश्किल बड़ा है
तुम सामने से शीशा हटा लो
जैसे आँखों के इशारे
तेरे पास मैं
जैसे नदिया के किनारे
तेरे पास मैं

जैसे नीची नज़र में
शर्म छुपी है
साँसों में रहती नज़्म
जैसे तू है पास मेरे
तेरे पास मैं
जैसे शामों के सवेरे
तेरे पास मैं

SHARE

Share these lyrics

WATCH

Official Video

QUESTIONS

Know More About Animal

Who is the singer of the song Animal?
The song Animal is sung by Deepali Sahay.
Which album is the song Animal from?
The song Animal is from the album Main Vaapas Aaunga.
Who wrote the lyrics of the song Animal?
The lyrics of Animal are written by Irshad Kamil.
Who is in the star cast of the song Animal?
The song Animal features Diljit Dosanjh, Naseeruddin Shah, Vedang Raina, Sharvari in the lead roles.
Who composed the music for Animal?
The music for Animal is composed by A R Rahman.
Which music label released the song Animal?
The song Animal was released under the Tips Official music label.
↑