Mohabbat Lyrics - Ali Brothers
LYRICS

Mohabbat

April 17, 2026
Share
THE WORDS

Mohabbat Lyrics

Hai mohabbat cheez aisi
Ki nahi jaati
Ho hi jaati hai
Mehsoos isse kar sakte hain
Samjha nahi sakte
Ye cheez aisi hai

Chehra uska toh humko
Khuda ki tarah yaad hai
Chehra uska toh humko
Khuda ki tarah yaad hai

Mohabbat ka maza hi
Judaai ke baad hai
Mohabbat ka maza hi
Judaai ke baad hai
Judaai ke baad hai…
Judaai ke baad hai…

Mohabbat dozakh bhi hai
Mohabbat toh jannat bhi hai
Ye bin maange bhi mil jaye
Ye mannat bhi hai
Ye bin maange bhi mil jaye
Ye mannat bhi hai

Chehra uska toh humko
Khuda ki tarah yaad hai
Chehra uska toh humko
Khuda ki tarah yaad hai

Mohabbat ka maza hi
Judaai ke baad hai
Mohabbat ka maza hi
Judaai ke baad hai
Judaai ke baad hai…
Judaai ke baad hai…

Jo ab tak mohabbat mein
Yaar ki fariyaad kar rahe hain
Apne-apne humsafar ko yaad kar rahe hain
Apne-apne humsafar ko yaad kar rahe hain

Samjha de mohabbat waalon ko na saza de
Mohabbat waalon ko mila de
Mohabbat waalon ko
Mohabbat-mohabbat mein
Milti kyun aisi saza

Ho poori hoti nahi jo
Ye aisi fariyaad hai
Poori hoti nahi jo
Ye aisi fareb hai

Mohabbat ka maza hi
Judaai ke baad hai
Mohabbat ka maza hi
Judaai ke baad hai
Judaai ke baad hai…
Judaai ke baad hai…

है मोहब्बत चीज़ ऐसी
कि की नहीं जाती
हो ही जाती है
महसूस इसे कर सकते हैं
समझा नहीं सकते
ये चीज़ ऐसी है

चेहरा उसका तो हमको
ख़ुदा की तरह याद है
चेहरा उसका तो हमको
ख़ुदा की तरह याद है

मोहब्बत का मज़ा ही
जुदाई के बाद है
मोहब्बत का मज़ा ही
जुदाई के बाद है
जुदाई के बाद है…
जुदाई के बाद है…

मोहब्बत दोज़ख़ भी है
मोहब्बत तो जन्नत भी है
ये बिन मांगे भी मिल जाए
ये मन्नत भी है
ये बिन मांगे भी मिल जाए
ये मन्नत भी है

चेहरा उसका तो हमको
ख़ुदा की तरह याद है
चेहरा उसका तो हमको
ख़ुदा की तरह याद है

मोहब्बत का मज़ा ही
जुदाई के बाद है
मोहब्बत का मज़ा ही
जुदाई के बाद है
जुदाई के बाद है…
जुदाई के बाद है…

जो अब तक मोहब्बत में
यार की फ़रियाद कर रहे हैं
अपने-अपने हमसफ़र को याद कर रहे हैं
अपने-अपने हमसफ़र को याद कर रहे हैं

समझा दे मोहब्बत वालों को ना सज़ा दे
मोहब्बत वालों को मिला दे
मोहब्बत वालों को
मोहब्बत-मोहब्बत में
मिलती क्यों ऐसी सज़ा

हो पूरी होती नहीं जो
ये ऐसी फ़रियाद है
पूरी होती नहीं जो
ये ऐसा फ़रेब है

मोहब्बत का मज़ा ही
जुदाई के बाद है
मोहब्बत का मज़ा ही
जुदाई के बाद है
जुदाई के बाद है…
जुदाई के बाद है…

SHARE

Share these lyrics

WATCH

Official Video

QUESTIONS

Know More About Animal

Who is the singer of the song Animal?
The song Animal is sung by Ali Brothers.
Who wrote the lyrics of the song Animal?
The lyrics of Animal are written by Ali Brothers.
Who is in the star cast of the song Animal?
The song Animal features Ali Brothers, Sana Sultaan in the lead roles.
Who composed the music for Animal?
The music for Animal is composed by Gaurav Dev, Kartik Dev.
Which music label released the song Animal?
The song Animal was released under the Speed Records music label.
Who directed the music video for Animal?
The music video for Animal was directed by Robby Singh.
↑