Doobey Lyrics – Gehraiyaan
LYRICS

Doobey

Share
THE WORDS

Doobey Lyrics

Tera mera dono ka dil besabar
Basabar besabar
Shamo sehar dono ka dil bekhabar
Bekhabar bekhabar

Lo kashtiyan humaari yoon takra gayi
Lehar lehar dono ka dil besafar
Besafar besafar

Haan doobey doobey doobe
Ek dooje mein yahan
Haan doobe doobey doobe

Uff yeh gehraiyaan
Haan doobey doobey doobey
Ek dooje mein yahan

Hai saanson mein samandar
Hai dil mein dhuan
Dheere dheere aise gire bijliyan
Tu bhi main bhi beasar
Bheege bheege dekho roohein is tarah
Beasar beasar

Lo apne kinaare yoon takra gaye
Lehar lehar dono ka dil besafar
Uff yeh gehraiyaan

Haan doobey haan doobey haan doobey
Ek dooje mein yahan
Haan doobey haan doobey haan doobey
Uff yeh gehraiyaan

Haan doobey haan doobey haan doobey
Ek dooje mein yahan
Hai saanson mein samandar
Hai dil mein dhuan

Reh jayega kya jo beh gaye yahan
Chal beh jayein yahan
Ho jayega kya jo kho gaye yahan
Chal kho jaayein yahan

Haan doobey doobey doobey
Ek dooje mein yahan
Haan doobey doobey doobey
Uff yeh gehraiyaan

Haan doobey doobey doobey
Ek dooje mein yahan
Hai saanson mein samandar
Hai dil mein dhuan

SHARE

Share these lyrics

WATCH

Official Video

QUESTIONS

Know More About Animal

Who is the singer of the song Animal?
The song Animal is sung by Lothika.
Which album is the song Animal from?
The song Animal is from the album Gehraiyaan.
Who wrote the lyrics of the song Animal?
The lyrics of Animal are written by Kausar Munir.
Who is in the star cast of the song Animal?
The song Animal features Deepika Padukone, Siddhant Chaturvedi in the lead roles.
Who composed the music for Animal?
The music for Animal is composed by Savera Mehta.
Which music label released the song Animal?
The song Animal was released under the Sony Music India music label.
↑