
Deewane Hain Lyrics
Rakshida taksi nehru
Gulposhida aflatoon
Rakshida taksi nehru
Gulposhida aflatoon
Aaghosh-e-sarghoshana
Tasleem-o-jameelo
Deewane hain, dildar hain
Jab bhi bolo, taiyaar hain
Deewane hain, dildar hain
Jab bhi bolo, taiyaar hain
Dil se karte hain yaariyan
Seene mein apne pyaar hai, haan…
Soniye… jahan jahan tu, hum wahan wahan!
Rakshida taksi nehru
Gulposhida aflatoon
Aaghosh-e-sarghoshana
Tasleem-o-jameelo
Deewane hain, dildar hain
Jab bhi bolo, taiyaar hain
Dil se karte hain yaariyan
Seene mein apne pyaar hai, haan…
Soniye… jahan jahan tu, hum wahan wahan!
Seene pe haath rakh ke tune kya baat kar di
Kaisa tarana chheda, mehfil mein jaan bhar di
Tu bhi suroor mein hai, lekin guroor mein hai
Tauba yeh baat kaisi mere huzoor mein hai, haan…
Soniye… jawaan yaad hai teri jawaan jawaan!
Jalwe toh tere dilbar humne hazaar dekhe
Dil kehta hai ki tu bhi humko ek baar dekhe
Kajraare naina mere din ko bhi raat kar dein
Zulfein sunehri meri rimjhim barsaat kar dein, haan…
Soniye… fida fida hain saare fida hain, haan!
Deewane hain, dildar hain
Rakshida taksi nehru
Jab bhi bolo, taiyaar hain
Gulposhida aflatoon
Deewane hain, dildar hain
Jab bhi bolo, taiyaar hain
Dil se karte hain yaariyan
Seene mein apne pyaar hai, haan…
Soniye… jahan jahan tu, hum wahan wahan!
Rakshida taksi nehru
Gulposhida aflatoon
Aaghosh-e-sarghoshana
Tasleem-o-jameelo
Rakshida taksi nehru
Gulposhida aflatoon
Aaghosh-e-sarghoshana
Tasleem-o-jameelo
रक्षीदा तक्सी नेहरू
गुलपोशीदा अफ़लातून
रक्षीदा तक्सी नेहरू
गुलपोशीदा अफ़लातून
आगोश-ए-सरगोशना
तस्लीम-ओ-जमीलो
दीवाने हैं, दिलदार हैं
जब भी बोलो, तैयार हैं
दीवाने हैं, दिलदार हैं
जब भी बोलो, तैयार हैं
दिल से करते हैं यारियां
सीने में अपने प्यार है, हाँ…
सोणिये… जहाँ जहाँ तू, हम वहाँ वहाँ!
रक्षीदा तक्सी नेहरू
गुलपोशीदा अफ़लातून
आगोश-ए-सरगोशना
तस्लीम-ओ-जमीलो
दीवाने हैं, दिलदार हैं
जब भी बोलो, तैयार हैं
दिल से करते हैं यारियां
सीने में अपने प्यार है, हाँ…
सोणिये… जहाँ जहाँ तू, हम वहाँ वहाँ!
सीने पे हाथ रख के तूने क्या बात कर दी
कैसा तराना छेड़ा, महफ़िल में जान भर दी
तू भी सुरूर में है, लेकिन गुरूर में है
तौबा यह बात कैसी मेरे हुज़ूर में है, हाँ…
सोणिये… जवान याद है तेरी जवान जवान!
जलवे तो तेरे दिलबर हमने हज़ार देखे
दिल कहता है कि तू भी हमको एक बार देखे
कजरारे नैना मेरे दिन को भी रात कर दें
ज़ुल्फ़ें सुनहरी मेरी रिमझिम बरसात कर दें, हाँ…
सोणिये… फ़िदा फ़िदा हैं सारे फ़िदा हैं, हाँ!
दीवाने हैं, दिलदार हैं
रक्षीदा तक्सी नेहरू
जब भी बोलो, तैयार हैं
गुलपोशीदा अफ़लातून
दीवाने हैं, दिलदार हैं
जब भी बोलो, तैयार हैं
दिल से करते हैं यारियां
सीने में अपने प्यार है, हाँ…
सोणिये… जहाँ जहाँ तू, हम वहाँ वहाँ!
रक्षीदा तक्सी नेहरू
गुलपोशीदा अफ़लातून
आगोश-ए-सरगोशना
तस्लीम-ओ-जमीलो
रक्षीदा तक्सी नेहरू
गुलपोशीदा अफ़लातून
आगोश-ए-सरगोशना
तस्लीम-ओ-जमीलो
