Mere Baba Lyrics – Jubin Nautiyal
LYRICS

Mere Baba

Share
THE WORDS

Mere Baba Lyrics

Koi kahe tu Kasi mein hai
Koi kahe Kailas
Jab-jab tujhe pukara, Baba
Tu tha mere paas

Tere bal se main balwaan
Baba, tu mera Bhagwaan
Tere charnon mein hi rehna
Jab tak mere tan mein praan

Mere Baba, mere Baba
Mere Baba, Bhole Baba
Mere Baba, mere Baba
Mere Baba, Bhole Baba

Meri chinta mein yun jaagein
Phir na soyein tere naina
Mujhse pehle mere dukh mein
Baba, royein tere naina

Gaaun kya tera gungaan
Baba, tu meri muskaan
Tere charnon mein hi rehna
Jab tak mere tan mein praan

Mere Baba, mere Baba
Mere Baba, Bhole Baba
Mere Baba, mere Baba
Mere Baba, Bhole Baba

Jab tak sar pe tera haath
Din se ujli meri raat
Mera kya bigdega, Baba?
Mujh pe tera aashirwaad

Tu dhan hai, main dhanwaan
Baba, tu mera abhimaan
Tere charnon mein hi rehna
Jab tak mere tan mein praan

Mere Baba, mere Baba
Mere Baba, Bhole Baba
Mere Baba, mere Baba
Mere Baba, Bhole Baba

Mere Baba, mere Baba
Mere Baba, Bhole Baba
Mere Baba, mere Baba
Mere Baba, Bhole Baba

SHARE

Share these lyrics

WATCH

Official Video

QUESTIONS

Know More About Animal

Who is the singer of the song Animal?
The song Animal is sung by Jubin Nautiyal.
Who wrote the lyrics of the song Animal?
The lyrics of Animal are written by Manoj Muntashir.
Who composed the music for Animal?
The music for Animal is composed by Payal Dev.
Which music label released the song Animal?
The song Animal was released under the T-Series music label.
↑