Ankhiyan Lyrics
Khwaab Dekhe Ankhiyan
Bekaraar Baithi Ankhiyan
Ab Man Ka Andhera Nichod De
Man Haar Baithi Ankhiyan
Har Baar Kehti Ankhiyan
Bas Ik Baar Kudrat Pe Chhod De
Dil Ke Sab Tareekon Ko
Main Aazma Ke Dekhunga
Fir Kya Pata Koi Raasta
Karega Intezaar
Aati Jaati Hawaaon Ko
Dhang Se Samjha Ke Bhejunga
Mai Laapata Kisi Se Na
Kare Mera Izhaar
Par Ye Aas Dekhe Ankhiyan
Kar Sawaal Baithi Ankhiyan
Tu Is Baar To Raaz Khol De
Khwaab Dekhe Ankhiyan
Bekaraar Baithi Ankhiyan
Ab Man Ka Andhera Nichod De
Man Haar Baithi Ankhiyan
Har Baar Kehti Ankhiyan
Bas Ek Baar Kudrat Pe Chhod De
Tera Khayaal Bhi Kitaab Mein
Gulaab Sa Saja
Ye Baat Bhi Thi Kaagazi
Naraaz Bewajah
Fir Betaab Baithi Ankhiyan
Benaqaab Rehti Ankhiyan
Bas Ik Baar Deedaar Hon De
Khwaab Dekhe Ankhiyan
Bekaraar Baithi Ankhiyan
Ab Man Ka Andhera Nichod De
Man Haar Baithi Ankhiyan
Har Baar Kehti Ankhiyan
Bas Ek Baar Kudrat Pe Chhod De
Man Haar Baithi Ankhiyan
Har Baar Kehti Ankhiyan
Bas Ek Baar Kudrat Pe Chhod De

