
Jab Jab Baarish Lyrics
Barasti Hai Mujh Pe Jab
Baarish Ki Boondein
Lagta Hai Jaise Mujhe
Chhuaa Ho Kisi Ne
Hawaaon Mein Jab Jab Hoti Hai Nami
Hoti Mehsoos Teri Kami
Aasmaan Mein Baadalon Ki Jab Numaaish Hoti Hai
O Jab Jab Baarish Hoti Hai
Mujhe Teri Khwaahish Hoti Hai
Aasmaan Odhe..
Yaadon Ki Galiyon Mein Tere Liye Dil Rukaa Hai Maahiya
Zara Aa Bhi Jaa
Humare Liye Hi Ye Mausam Suhaana Huaa Hai Maahiya
Nazaara Ye Satrangi Barsaat Ka,
Hai Ishaara Mulaaqaat Ka,
Baarishen To Aashiqon Ki Farmaaish Hoti Hai
O Jab Jab Baarish Hoti Hai
Mujhe Teri Khwahish Hoti Hai
बरसती है मुझ पे जब
बारिश की बूंदें
लगता है जैसे मुझे
छुआ हो किसी ने
हवाओं में जब जब होती है नमी
होती महसूस तेरी कमी
आसमान में बादलों की जब नुमाइश होती है
ओ जब जब बारिश होती है
मुझे तेरी ख्वाहिश होती है
आसमान ओढ़े..
यादों की गलियों में तेरे लिए दिल रुका है माहिया
ज़रा आ भी जा
हमारे लिए ही ये मौसम सुहाना हुआ है माहिया
नज़ारा ये सतरंगी बरसात का,
है इशारा मुलाक़ात का,
बारिशें तो आशिक़ों की फरमाइश होती है
ओ जब जब बारिश होती है
मुझे तेरी ख्वाहिश होती है
