Hayati Lyrics Sikandar Maan, Suchetha Satish
LYRICS

Hayati

July 3, 2026
Share
THE WORDS

Hayati Lyrics

O mere humsafar
Aa meri jaane jaan
Door tu kyun khadi hai? Haaye
Aao mere paas aa

Sapno mein mere tu
Roz kyun aati hai?
Milne tu kyun na aati? Haaye
Ya omri ya hayati
O ya omri ya hayati

Door tu kyun khadi hai? Haaye
Paas kyun tu na aati?
Ya omri ya hayati
O ya omri ya hayati

Tujhko chhupa loon, main seene laga loon
Hai yahi tamanna meri
Paas na aaye, tu yoon hi sataaye
Tu dil mein tere kya yahi?

Tujhko chhupa loon, main seene laga loon
Hai yahi tamanna meri
Paas na aaye, tu yoon hi sataaye
Tu dil mein tere kya yahi? Haaye!

Mujhko kehti hai teri yeh aankhein
Lootengi ek din
Bin tere mera jeena hai mushkil
Ek pal ek din

Kabse mein kehta hoon
Dil mein rehta hoon
Kabse mein kehta hoon
Dil mein rehta hoon
Tu hi kyun na jataati? Haaye

Ya omri ya hayati
O ya omri ya hayati

Door tu kyun khadi hai? Haaye
Paas kyun tu na aati?
Ya omri ya hayati
O ya omri ya hayati

Meri kahani jo tu ne suni hai
Kahani woh nahi meri, haaye
Bahti main aag hoon, tera me raaag hoon
Bas ki teri main nahi

Meri kahani jo tu ne suni hai
Kahani woh nahi meri, haaye
Bahti main aag hoon, tera me raaag hoon
Bas ki teri main nahi

Kya hai tere iraade bata de
Main bhi jaanoon zara
Dil mein teri jo baatein chhupi hain
Muh pe laao zara

Tujhse yeh kehna hai
Sang tere rehna hai
Tujhse yeh kehna hai
Sang tere rehna hai
Yeh bhi kyun kehna paati?

Ya omri ya hayati
O ya omri ya hayati

Door tu kyun khadi hai? Haaye
Paas kyun tu na aati?
Ya omri ya hayati
O ya omri ya hayati

SHARE

Share these lyrics

WATCH

Official Video

QUESTIONS

Know More About Animal

Who is the singer of the song Animal?
The song Animal is sung by Sikandar Maan, Suchetha Satish.
Who is in the star cast of the song Animal?
The song Animal features Ahvaan Kumar, Sabby Suri in the lead roles.
Who composed the music for Animal?
The music for Animal is composed by KP Sandhu.
Which music label released the song Animal?
The song Animal was released under the Doss Music music label.
Who directed the music video for Animal?
The music video for Animal was directed by Sikandar Maan.
↑